Latest Smartphones

Get the latest smartphone trend that is going on in Indian market right now.

Top Smartphones rocking Indian market

These are the smartphones that is selling like hot cake !

Stock market is BOOMING

See who is shaking and rocking the Market. Hot Stocks !

GAMES

See Games from All sections of the OS. This includes Linux, Android, Windows, Mac OS , iphones, PalmOS, Linux distro like Ubuntu, Debian, Elementary and many more.

OS Tips and Tricks

Get all the nitty and picky tips and tricks on the lastest Operating System.

Tuesday, February 26, 2019

Today IAF dropped 1000kg on POK

This is crazy

hello world


Thursday, February 7, 2019

How to use Smartphone as Pedometer and also measure distance !

Kabhi socha hai ki morning walk karte same hum kitne kadam hum chal chuke hai.. kitna accha hota agar main Apne kadam Ko automatically naap Sakta...kitna kadaam main chal Chuka hu.. ya kitna door tak Mai chal Chuka hu...?
Hello frz , mai hu db aur main tumlogo Ko dikhaunga ki main ye SAB aapne mobile main kese karta hu...
Isse main koi bhi smartphone se pata laga sakta hu..Har wo smartphone jisme accelerometer Aur gyroscope sensors hote hai..woh iss smartphone pedometer ka istamal kar sakte hai.

Kyuki mere paas Realme1 ka phone hai toh Mai isse asani se dikha deta hu .Aur ye feature iss phone mai pehle se hi instal rehta hai.
Sabse pehle mai apna phone ka details dikha deta hu. ab video ko aage badhate hai aur dekhte hai ki main apne smartphone pedometer ke tarah kese use karta hu.

Sabse phele mujhe Apne settings Mai jaa kar default launcher jo ki colorOS hota hai usse activate karna hota hai. Launcher ko kese change karte hai iska video mai post kar chuka hu, magar isse jaldi mai bata deta hu.
Sabse pehle mujhe "App Management mai jaana hota hai aur uske baad Default App management > phir Homescreen > Aur akhir mai System Launcher.
Uske Baad wapas settings Mai jaakar ,
Smart and convenient Ke andar jaakar Anth Mai Smart Assistant ki button Ko On karna hota hai.
Ab SAB settings wala kaam hogaya hai.
Ab Apne phone Ko haath Mai lekar chalta hu aur jab Mai Rukh Jata hu tab
Ye phone software ke madaat se ye hisab lagata ki mera phone kitni deer tak movement Mai tha.
Uske Baad ye isse home screen ke pehle page ke Step Tracker section Mai isse update Kar deta hai.

Ab mera result as Chuka hai aur mene yaha kiye hai 26 step ki walking aur pure distance ka measurement ata hai 17meters. Ab mai jab bhi walking karunga toh ye isse update karta rehta hai.. aur ab mene total step ho chuka hai 87 steps aur 58 meters ka duri teh kiya hai mene.

Jin logo ke paas Realme1 nahi hai wo play Store se Step  Tracker app ya koi bhi pedometer wale app download karke isse try Kar Sakta hu.

Ab baat karte hai ki ye kaam Kese karta hai..Ye actual Mai mere phone ki movement Ko track karta hai accelerometer aur gyroscope ki data Ki madat lekar software se isse calculate karke final result deta hai.
Lekin ye SAB prices itna perfect nahi hai kyuki koi bhi phone ki movements step Tracker Mai update ho Jata hai..jo ki kabhi kabhi galat hota hai.

Iss technique ki maadat se hum main ye bhi pata Laga Sakta hu ki agar mera koi dost mera phone ko lekar Kahi Jata hai toh woh kitne duur tak Gaya tha. Bas usse ye maat batane ki software kaam Kese karta hai warna woh isse manipulate Kar Sakta hai.

End the video.

Sunday, February 3, 2019

How to take 53 MP photo using RealMe 1 camera or and any other Oppo phone ?

Hello dosto,
Aaj humlog baat karne wale hai ki koi bhi Oppo ke phone se Kese mai 53 MegaPixel photo le Sakta hu mai. Toh ye karnama dikhane ke liye Mai RealMe 1 ka phone use Kar Raha hu iss video ke liye.
REALME 1 ke iss phone Mai hai 13MP wala camera aur aaj hum iss video mai iski comparison bhi dekhege.
Toh Sabse se pehle mujhe RealMe ke default camera Ko kholna hoga aur uske Baad
Right hand side Mai scroll karke 'Expert Mode' Mai Jaana hoga.
Expert Mode ke andar jakar, upar Mai diye Gaye 'Ultra HD ' button Ko ON karna hoga.
Uske Baad iss mode se liye Gaye jo bhi photo ki zoom capabilities double ho jata hai..

Ab chaliye isse compare karke dekhte hai ki kaunsa sa bhetar photo lag ta hai.
Toh

Toh ab chaliye baat karte hai ki
"Agar Mai
53MP ka photo le Sakta hu iss phone se toh kya Mai video bhi le Sakta hu...???"
Isska aasan jawab hai ' Haa Mai 53MP resolution ka video bhi le Sakta hu.'
Lekin iss phone ke default camera Mai ye option nahi diya Gaya hai kyuki agar iss tarah se video lenge toh humara video file ka jo size hota hai woh kafi jaada ho jaada ho jayega aur humara photo ka processor bhi isse handle nahi kar payega..
Wese ye sirf SOFTWARE ka jaadu hota hai.
Phone ka actual camera ka Hardware sirf  13MP ka hi photo le sakta hai.

Niche diye Gaya video Ko check kare aasani se isse samajhane ke liye.