Thursday, February 7, 2019

How to use Smartphone as Pedometer and also measure distance !

Kabhi socha hai ki morning walk karte same hum kitne kadam hum chal chuke hai.. kitna accha hota agar main Apne kadam Ko automatically naap Sakta...kitna kadaam main chal Chuka hu.. ya kitna door tak Mai chal Chuka hu...?
Hello frz , mai hu db aur main tumlogo Ko dikhaunga ki main ye SAB aapne mobile main kese karta hu...
Isse main koi bhi smartphone se pata laga sakta hu..Har wo smartphone jisme accelerometer Aur gyroscope sensors hote hai..woh iss smartphone pedometer ka istamal kar sakte hai.

Kyuki mere paas Realme1 ka phone hai toh Mai isse asani se dikha deta hu .Aur ye feature iss phone mai pehle se hi instal rehta hai.
Sabse pehle mai apna phone ka details dikha deta hu. ab video ko aage badhate hai aur dekhte hai ki main apne smartphone pedometer ke tarah kese use karta hu.

Sabse phele mujhe Apne settings Mai jaa kar default launcher jo ki colorOS hota hai usse activate karna hota hai. Launcher ko kese change karte hai iska video mai post kar chuka hu, magar isse jaldi mai bata deta hu.
Sabse pehle mujhe "App Management mai jaana hota hai aur uske baad Default App management > phir Homescreen > Aur akhir mai System Launcher.
Uske Baad wapas settings Mai jaakar ,
Smart and convenient Ke andar jaakar Anth Mai Smart Assistant ki button Ko On karna hota hai.
Ab SAB settings wala kaam hogaya hai.
Ab Apne phone Ko haath Mai lekar chalta hu aur jab Mai Rukh Jata hu tab
Ye phone software ke madaat se ye hisab lagata ki mera phone kitni deer tak movement Mai tha.
Uske Baad ye isse home screen ke pehle page ke Step Tracker section Mai isse update Kar deta hai.

Ab mera result as Chuka hai aur mene yaha kiye hai 26 step ki walking aur pure distance ka measurement ata hai 17meters. Ab mai jab bhi walking karunga toh ye isse update karta rehta hai.. aur ab mene total step ho chuka hai 87 steps aur 58 meters ka duri teh kiya hai mene.

Jin logo ke paas Realme1 nahi hai wo play Store se Step  Tracker app ya koi bhi pedometer wale app download karke isse try Kar Sakta hu.

Ab baat karte hai ki ye kaam Kese karta hai..Ye actual Mai mere phone ki movement Ko track karta hai accelerometer aur gyroscope ki data Ki madat lekar software se isse calculate karke final result deta hai.
Lekin ye SAB prices itna perfect nahi hai kyuki koi bhi phone ki movements step Tracker Mai update ho Jata hai..jo ki kabhi kabhi galat hota hai.

Iss technique ki maadat se hum main ye bhi pata Laga Sakta hu ki agar mera koi dost mera phone ko lekar Kahi Jata hai toh woh kitne duur tak Gaya tha. Bas usse ye maat batane ki software kaam Kese karta hai warna woh isse manipulate Kar Sakta hai.

End the video.

0 comments:

Post a Comment